Hello friends okeytechs me apka welcome hai.aj ke ek new post
me ham apko batayenge ki agar ap galti se apke phone ka data jaise ki image,video,mp3
delete ho jata hai to is case me ky kare waise mai apko bta dun ek baar data
delete hone ke baad recover karna thoda muskil ho jata , friends mai apko aise
technique btanae jar ha hu jise follow karke ap data recover kar skte hai.
Jisse next time agar apse galti se data delete ho jata hai to
usko recover kar paye. ham jo apko
method batayenge aap uska use karke purani photos ko vapas recover kar sakte
hai aur ye koi jayada mushkil kaam nhi . Iske liye apko apne phone me
phale se hi ek app daal kar rakhna hoga. Friends ap app badi hi asani se
download kar sakte hai,to chaliye jaan lete hai ki vo kaun si android app hai
jiska use karke ap data recover kar skte hai.
Step 1: Appko google play store pe jana hai aur waha type
karna hai dumpster uske baad is
app ko search karna hai ya phir ap niche diye link pe click karke bhi app ko
open kar sake ye app 11 MB ki hai.
Is app ko install kare.
Step 2:Install ho jane ke baad isko open kar le yaha apko
kuch aisa dikhega jaisa ki niche picture me dikh raha hai. Yah apko wahi photos
aur videos dikhega jo apke phone delete ho chukka hoga.
Step3:Ab jo b hi file recover
karna chate hai us file pe click kare aur usko restore kar le.
Ummed karta aj ki ye post apko pasand ayi hogi agar apka koi
question aur suggestion hai to plz comment karke hmko btaye.
0 Comments