Internet Kaise Banta Hai Aur Internet Kya Hai?
Internet Optic fiber cables ko jodkar banta hai.Bahut sari optic fiber cables samunder ke niche bichai gai hai aur unko bahar ek server se jod diya jata hai. Yadi ap server ke bare me nahi jaante to mai bta du ki server ek network ka bahut bada area hai jiski help se internet hamare tak pahuchta hai.
Friends internet hamare tak samunder ke zariye aata hai.jitni
bhi cables hamara yaha tak pahunchayi jati hai vo samunder ke through pahunchti
hai.ye cables ek sath bahut sari cables bichai jati hai taki agar ek kaam na
kare to dusri kaam karegi.
Jin logo ne optic fiber cables ko jodkar server se connect
karke internet banaya hai ukne kewal cables ke paise lage hai aur uske baad
unka koi bhi paisa nhi lagta.Ye optic fiber cables facebook,google aur iske jaisi badi companiya bichati hai Aur hamare tak inernet pahunchati hai.
Hum ap tak internet pahuchte pahuchte isliye
costaly ho jata lyuki
idea,airtel,jio and wifi companies ye internet
buy karti hai uske baad
internet chalane ke liye tower ki bhi jarurat
padi hai jo ki bahut jaruri hai wahi se hmko signel milta hai. Internet me sirf
cable aur uske maintenance ka cost lagta hai.
Jaisa ki maine starting me hi bataya ki internet optic fiber ko
jodkar banta hai, ye optics fiber cable ky hoti hai. Friends ye optics fiber
Plastic ka bareek fiber hota
hai jo ki light ko cable ke siray se dusry siray tak le jata hai. Optical
fibers ko bunyadi taur par telecommunications mein istemal kiya jata hai lekin
iske ilawa bhi optical fibers use hote.
Internet kaha use hota hai...?
Friends ye internet hm apne daily ke use me lete jaisa ki sabi jante hai
internet sbse jyda google search me use hota hai.
Aur hm bhi apne daily use facebook, whatsaap aur twitter me use karte hai.
I hope ap logo ko ye post pasand ayi hogi koi question aur suggestion ho to comment kare.
1 Comments
your post is very nice good work continue relative post visit https://www.onlincomputercourse.in
ReplyDelete